30 Most Popular Classical Sher of Mirza Ghalib (in...

14
SHAYARI IN HINDI SHAYARI - MIRZA GHALIB 30 Most Popular Classical Sher of Mirza Ghalib (in Hindi) April 30, 2015 63 Mirza Ghalib is the most read and quoted poet of Urdu language in the world. His poetry (Shayari) is so popular that people often used to quote them in their daily life. Here I have compiled a few most popular Sher, Ash’aar from his huge collection, which are very famous among the Shayari lovers. Apni gali men mujhko na kar dafn baad-e-qatl mere pate se khalq ko kyuun tera ghar mile ******* Aaina dekh apna sa munh le ke rah gaye saahab ko dil na dene pe kitna guruur tha ******* Aaye hai be-kasi-e-ishq pe rona ‘Ghalib’ kis ke ghar jaayega sailaab-e-balaa mere baad ******* Aage aati thi haal-e-dil pe hansi ab kisi baat par nahi aati ******* Home Shayari in Hindi Shayari - Mirza Ghalib 30 Most Popular Classical Sher of Mirza Ghalib (in Hindi) Facebook Twitter converted by Web2PDFConvert.com

Transcript of 30 Most Popular Classical Sher of Mirza Ghalib (in...

SHAYARI IN HINDI SHAYARI - MIRZA GHALIB

30 Most Popular Classical Sher of Mirza Ghalib (in Hindi)April 30, 2015 63

Mirza Ghalib is the most read and quoted poet of Urdu language in the world. His poetry (Shayari) is sopopular that people often used to quote them in their daily life. Here I have compiled a few most popular Sher,Ash’aar from his huge collection, which are very famous among the Shayari lovers.

Apni gali men mujhko na kar dafn baad-e-qatlmere pate se khalq ko kyuun tera ghar mile

*******

Aaina dekh apna sa munh le ke rah gayesaahab ko dil na dene pe kitna guruur tha

*******

Aaye hai be-kasi-e-ishq pe rona ‘Ghalib’kis ke ghar jaayega sailaab-e-balaa mere baad

*******

Aage aati thi haal-e-dil pe hansiab kisi baat par nahi aati

*******

Home Shayari in Hindi Shayari - Mirza Ghalib 30 Most Popular Classical Sher of Mirza Ghalib (in Hindi)

Facebook Twitter

converted by Web2PDFConvert.com

Aata hai daagh-e-hasrat-e-dil ka shumaar yaadmujh se mire gunah ka hisaab ai khuda na maang

*******

Aashiq hoon pe maashooq-farebi hai mira kaammajnuun ko bura kahti hai laila mere aage

*******

Ishq ne ‘Ghalib’ nikamma kar diyavarna ham bhi aadmi the kaam ke

*******

Ishq par zor nahi hai ye vo aatash ‘Ghalib’ki lagaaye na lage aur bujhaaye na bane

*******

Is nazaaqat ka bura ho vo bhale hain to kyahaath aave to unhe haath lagaaye na bane

*******

Is saadgi pe kaun na mar jaaye ai khudaladte hain aur haath mein talwaar bhi nahi

converted by Web2PDFConvert.com

1 2 3

Like 519

Facebook Twitter

tweet

Previous articlePrevious article

PHD Karta Huun

Next articleNext article

Funny jokes and comments on petrol price hike

More From Web

(Eastern Daily News)(TalkMeal.com) (TalkMeal.com)

– Mirza Ghalib Shayari – Mirza Ghalib Shayari

– Mirza Ghalib Ghazals – Mirza Ghalib Ghazals

– Ghalib – GhalibGhazals in HindiGhazals in Hindi

RELATED ARTICLES MORE FROM AUTHOR

Top 10 Wealthiest People in the U.S. The 15 Sports Movies Everyone Should See:#1 Is Epic!

25 Linebackers Nobody Wanted To GoAgainst! #1 Was Unbelievably Great!

converted by Web2PDFConvert.com

– Mirza Ghalib Ghazals – Mirza Ghalib Ghazals

– –Mirza Ghalib ShayariMirza Ghalib Shayari

-- -- – Shayari by Ghalib – Shayari by Ghalib

39 Comments Sort by

Krunal Soni · Manager at Sasol Limited):Like · Reply · Jan 1, 2017 6:07am

Krunal Soni · Manager at Sasol Limitedplease get popular shaayri of dr.iqbaal in hindi. (if u understand his highclass urdu which i dont understand (;Like · Reply · Jan 1, 2017 6:07am

Surendra Rawat · Works at I Am a Social WorkerIshk ke chauraahe par,meree muhobat ko neelaam na kar,be dardjamaanaa hai,kuchh to pardaa rakh,..

Like · Reply · 1 · Dec 27, 2016 2:42pm

Shaitab Shaitab · Students at Am A Student.Student Life Is Very Nice.I AmASimple Boys.My Style Always Simple.Simple StyleMy Hobby.Nahi zali

Like · Reply · 1 · Dec 19, 2016 8:14pm

Shaitab Shaitab · Students at Am A Student.Student Life Is Very Nice.I AmASimple Boys.My Style Always Simple.Simple StyleMy Hobby.Kiya khna hai jalibLike · Reply · Dec 19, 2016 8:01pm

Brian Khan , , !!!

!!!

M.R.S.A.

Like · Reply · 1 · Dec 14, 2016 10:06am

Roje Khan Janjbhahut khub galibLike · Reply · Dec 12, 2016 4:41am

Mobarak Ashrafbohat ache se daala hai tune ye shayri magar dil se jaanne waloon ke lyeLike · Reply · Dec 10, 2016 4:08am

Shubham Verma · Mere Baap Ka College H TujHe admission cHaHiye toBolitna gurur mat krna e-galib tu apne andaj ka.sayri ka tujurba tuje jyada hoga magar ishq humne b kiya heAloneshubham

Like · Reply · 9 · Dec 5, 2016 7:52am

Shéìkh Mûkhtãr · Works at Allah Is Almighty. Allah Is My OnlyHope. Without Allah I'm NothingAdd a reply...likh deya apnay darr pa kisi na es jagah pyar karnamana hai...kabi firsat milay toa es gazal ko zurror sunana

Like · Reply · 1 · Dec 21, 2016 7:23am

Meharban Ali M Ali · Works at I am Doctor

Newest

Add a comment...

converted by Web2PDFConvert.com

63 COMMENTS

Dr.Abhishek Dutt Mishra January 27, 2016 at 3:32 am

Hum aaj bhi Un raho se gujrate hai

Jin raho se humne unhe jate hue dekha tha

Soni March 16, 2016 at 12:48 am

Rahe yuhi gujar jayengi e ghalib teri yaad me,

Ab Bas tu ye bata ki kese jeye hum is behaal e zindgi…

ayush March 16, 2016 at 4:28 pm

heart touching

ankit April 5, 2016 at 7:43 pm

Kya gajab farmate hain dr. Saab

Faisal Ahmad April 23, 2016 at 10:35 am

Bohot khoob

Uvais khan May 11, 2016 at 3:36 am

Mst.

May 12, 2016 at 11:39 am

Sanjay Dubey May 15, 2016 at 7:43 pm

Kya sunao tere noor me E Ghalib.

Ke Suraj ko kabhi diye ki jarurat nahi.

-Sanjay Dubey

afzal afridi May 31, 2016 at 9:35 am

nice.

Sajjad June 5, 2016 at 10:59 am

Wo is andaz se bete he meri lash k pas

jaise rote hoye ko mana rha he koyi

khi palat k na ajaye sans nbzo me

itne haseen hato se myat saja rha he koyi

Er. Awsaf Mir June 8, 2016 at 10:56 am

Meharban Ali M Ali · Works at I am DoctorBhut khub galib dil ke bhehad kareeb Se

Like · Reply · 1 · Nov 18, 2016 7:16am

Facebook Comments Plugin

Load 10 more comments

converted by Web2PDFConvert.com

Er. Awsaf Mir June 8, 2016 at 10:56 am

Ussne shadi ka joda pehen kar jab se chooma hai mere Kafan ko,

Bas ussi din se janat ki Hoore Mujko dulha banaye huwe hai……

arbab ali khan June 8, 2016 at 3:42 pm

itna gurur mat krna e-galib tu apne andaj ka.

sayri ka tujurba tuje jyada hoga magar ishq humne b kiya he

md nafees June 9, 2016 at 11:31 pm

hota Jo isq me mere kamale chain ka ikhtiyar

krte chale gye ham bhi wafa us bewafa se

Sayna June 19, 2016 at 9:12 am

Jin pathharon ko humne ataa ki thi dhadkane :

Woh bolne lage to hamee par baras pade:

surjeet singh June 27, 2016 at 1:34 pm

khud se kya jhoot bolun main

khudhi hun khud se kya jhoot bolun main

jo bolun dhuniya se jhoot

par khud se kya jhoot bolun main

roze siddiqui June 30, 2016 at 8:02 pm

Sari zindagi galib yahi bhool krta raha, dhool chahere par rhi Orr aina saaf krta raha..

prashant patil July 3, 2016 at 10:32 am

aaj Sukh main tu itna bhi na muskara Ki dukh ko sharm aa jaye kyunki ye Jo sukh hai WO dukh Ki amanat hi to hai

faiz rahman July 5, 2016 at 11:50 am

Chupke se Chand ki Roshni Choo Jae ap ko!

Dheeray se ye Hawa kuch keh Jae ap ko

Dil se Jo Chahte

Ho Mang lo KHUDA se

Hum Dua Karein Ge

K Wo Mil Jae Aap Ko.

Happy Chand Raat & Eid Mubarak..!!

Bhupinder kumar jagraon July 11, 2016 at 7:12 am

Hum gum mein dhube toh kya huwaa

khushi ki rahaa pea gum mila toh kya huwa….

mere khoon mein doorti. hai himmat rahaa katuoo se bhaari hai toh kya huwa… Bhupinder katuoo pea chalaa toh kya

huwaa…..

Salim Khan July 14, 2016 at 8:08 pm

Lab-e-Guftagu ke Kashish ka wo jaam tera,

Aye NAAZ..

Pi lu to Ta-umar Madhosh ho jaun.

converted by Web2PDFConvert.com

-Salim Khan

amin July 17, 2016 at 4:03 pm

Misle sheesha hai hame thaame rakhna Ghalib, Hum tery haath se choote to bikhar jaen ge.

Ayan ali July 18, 2016 at 11:43 am

Kyon itni raat gaye apni qabar khod raha hai galib thak gaya hoga la fabda mujhe de de

Vivek Palsra July 21, 2016 at 10:34 am

Jb hmne unki ankhon mein dekha toh unhone hmme apna btaaya..

Aur jb purrae zmaane ko chodkr hm unke paas gye toh khud ko he gair paaya…..

maaz July 21, 2016 at 5:27 pm

Dekhte hai andaz apne aaine main wo or ye bhi dekht hai koi dekhta na ho

abdul kadir July 25, 2016 at 7:57 pm

tujhse shikwa kaise na karu e zindahi ….. Teri har ek subha meri umr km kr deti h

Ashish dubey July 30, 2016 at 7:34 am

O khud kattl krte to duiya ki nazroo me aa jate…. …. Galib!. .,

.

.

Anda-aa-ze kattl to dekho…. Mohabbat krke chor diya….. ..

smarty August 16, 2016 at 12:28 pm

ankit kumar August 20, 2016 at 5:01 am

Unse milne se pehele dil m kai armaan jag rhe the “kumar”

Jb mile to pta chala hm to dil behlaane waale the dildaar to koi or hi h…………!!

Mohd Jibrael August 23, 2016 at 6:01 pm

Bebasi hi ishq ka dastoor hai

Chahne walaa yahan majboor hai

Us ke haathon gar shikast-e-dil mile

Ham ko aysi haar bhi manzoor hai

Yaar.! goya seep ka moti hai tu

DIl mein reh kar bhi nazar se door hai

dev August 29, 2016 at 8:46 am

wahh…

tasleem umar August 29, 2016 at 8:01 pm

Chahre ki har najakat ko bataya karta hai

sauna hai aina hakikat bataya karta hai

converted by Web2PDFConvert.com

sauna hai aina hakikat bataya karta hai

bo kaya batayega hakikat ay tasleem

Jo khood hi ulti tasveer banaya karta hai.

jameel faraz September 8, 2016 at 2:56 am

Comment: Ishq me yunhy nahi rota galib.

jise khud se bad kar chaho wo rula zaarur deta hai.

Dharmendra September 18, 2016 at 10:51 am

;

;

;

jasmeet September 21, 2016 at 8:43 am

Aankhon Mein Aansu Aa Jaate Hai,

Phir Bhi Labon Par Hasi Rakhni Padti Hai,

Yeh Mohabbat Bhi Kya Cheez Hai Yaaron,

Jiss Se Karo Ussi Se Chupani Padti Hai….

gaurav kumar September 30, 2016 at 3:46 pm

nashe m log sach ugal dete h,

ishq m log tahjeeb sikh jaate h,

koun kahta h ishq galat h,

ishq m log ek dusre par mar mitne ko raazi ho jaate h Galib.

Smelt poonia October 2, 2016 at 2:25 pm

subhan allah

Amrit poonia October 2, 2016 at 2:26 pm

masha allah

shaan October 4, 2016 at 6:14 pm

Es qadr mathe ko ragda astane yaar par.

K mit gaya likha hua bigdi hui taqder ka.

ABDUL AZIZ RAHMANI October 6, 2016 at 4:42 am

Mirza galib is best shayari in urdu

SHOAEB October 6, 2016 at 2:15 pm

JAANE BHI DO KYA KAROGE DASTA SUNKAR KHAMOSHI TUM SAMJOGE NAHI AUR BYA HUM SE HOGI NAHI

billal October 7, 2016 at 3:36 pm

awesome heart touching shayri

Tapish nama October 20, 2016 at 6:01 pm

Mohhbbat ki baraat me hak se saamil hue galib ruk dekha to mayyat se bura haal tha

converted by Web2PDFConvert.com

Dr Bhasin S October 20, 2016 at 8:23 pm

Tujhe ho naseeb ghadaagri tera

Dast e naaz draaz ho

Yehi baddua hai fitnagar tera husn

Sehra nwaaz ho

Rahe farz e gham main tu mubtila

Na shafaa mile na dua mile

Jo kazaa ki woh teri aarzoo thi

Khudaya teri umar aur draaz ho

Hussain October 22, 2016 at 7:52 pm

Ishq us se kiya hota ae Ghalib… Jo ek baar galati se bhi pukarne par Labbaik Ya Abdi kehta hai… (Mai hazir hu mere

bande)

Bhavin Vamja October 25, 2016 at 9:18 am

Nazar Ko Nazar Ki Nazar Se Na Dekho, Nazar Ko Nazar Ki Nazar lag Jaegi, Nazar Ko Nazar Ki Nazar Lag Gayee Toh, Nazar

Ko Nazar He Nazar Aaege…

Ahraz khan October 26, 2016 at 8:38 pm

Ummidon ke dal dal tu fas gaya hai ‘ahraz’

Warna tujhe harane wala to sirf ‘ahraz’ hi tha.

Abdur Rahman kamil October 31, 2016 at 2:18 am

kaise ho maqbool duwa ummat ke afrad ke ,ghar ghar me sisak rahe hain bodhe maa baap ke…

DINESH SHARMA November 3, 2016 at 3:08 pm

dard se hath na milate toh kya krte

gum ke aanso na bahate toh kya karte

unhoone kii thi roshni kii umeed humse

khud ko na jalate toh kya krte

Shahbaz November 5, 2016 at 4:30 pm

Bakash de mafirat Ghalib ko b aae khuda woh bura na tha bas waqt bura nikala. Mangte hai log duniya mai jannat ki dua

woh duniya mai ghume jannahum pakar gae. Kaha kisi shayar NE khuda dushman ko b Na dikha ye pisar k dagh dil ko

figar karta hi noore nazar k dagh. Zara dekh ghalib k dil mai Aye khuda uska har harf jala hi uske chirag ka

Aamina November 6, 2016 at 2:03 pm

Kon kehta hai rooh ki Koi khawish nahi..

Jab sanse thi tab Koi azmaish nahi..

Toota hai armaan un awazon ke..

Jinke naseeb me jine ki Koi numaish hi nahi…

Preeti chhikara November 10, 2016 at 12:16 pm

Zindgi ko kuch es trhy m nye saasa bna liya kisi se mafi mag li kisi ko maf kar diya

raghunandan nagr November 15, 2016 at 5:49 am

Ab to dard sahane ki itani adat ho gayi hgayi ki jis din dard nhi milta bahut dard hota he

converted by Web2PDFConvert.com

Mohd Rafiq November 18, 2016 at 9:04 pm

JO AZIZ HAI WO RAFIQ HAI….

mdshahbazshaikh November 23, 2016 at 10:00 am

very best shayri

shahnawaz alam November 29, 2016 at 7:29 am

aaapki bahut yaad ati hai gaalib

adil khan December 15, 2016 at 8:08 pm

Chala h musafir ithlata Chala h musafir ithlata

wagarna ghalib ki bhi Kya aabru hoti is shehr me…

Sahib Ahmad December 24, 2016 at 3:05 am

hum aah bhi bharte h to ho jate h badnam…

or vo katl bhi karte h to charcha nahi hota…

mintu sarkar December 27, 2016 at 5:15 pm

Rabne duniya ko rakha phulne titli ko rakha humko majh burine rakha na jane tumne kishko rakha

monu December 28, 2016 at 5:26 pm

Nyc

shah faisal December 29, 2016 at 7:57 pm

!

SHADAB RAJA December 30, 2016 at 4:02 am

Jisne haq diya mujhe muskurane ka

Use shouk hai AB mujhe rulaane ka

Jo lehron she cheen kar lays that kinare par

Intzaar hai use AB mere duob jaane ka

S.N.A

aman kr December 30, 2016 at 7:27 pm

hazaron khwahish aisi ki har khwahish pe dam nikale

bahut nikale mere armaa fir bhi kam nikale

firoz alam January 1, 2017 at 5:26 am

LEAVE A REPLY

Comment:

converted by Web2PDFConvert.com

Comment:

Name:

Email:

Website:

Post Comment

Humour

12 Indian Pics, January 5, 2017

10 Funny Indian pictures - 1. ! 2. ! 3.

4.

0

10 10

January 3, 2017

15 15 , ,

January 3, 2017

converted by Web2PDFConvert.com

Enter your email address:

Subscribe

Get fun into your Email

Terms of Use & Disclaimer | Contact Us

GustakhiMaaf.com is an entertainment website of India. Here you can find lots of funny and humorous articles,funny news, Hindi jokes, Hindi cartoons, Sher Shayari and funny viral videos.

Gustakhi Maaf

© 2016 GUSTAKHIMAAF.COM