Kitaben Jhankti Hain Band Almari Ke Sheshon Se

4
KITABEN JHANKTI HAIN BAND ALMARI KE SHESHON SE BOOKS Kitaabain jhankti hain band almari k sheeshoon se bhari hasrat se takti hain maheenon ab mulaqaatain nahi hoti jo shamaain un ki suhbaat main katta karti thein ab aksar guzar jati hain computer k pardoon par bari bay chain rehti hain kitaabain inhain ab neend main chalnay ki aadat hogai hay bari hasrat se takti hain jo qadrain jo woh sunatein thein k jin k sal kabhi martay nahi thay woh qadrain ab nazar aati nahi ghar main jo rishtay woh sunati thein woh saray udhrhay udhrhay hain koi safha palat ta hoon to ik siski nikalti hay -------- kai lafzoon k mainee gir paray hain bina patoon k sookhay dhund lagtay hain woh sab alfaaz jin pe ab koi maani nahi hotay bohat sii istalhain hain jo matti k sokorron ki tarah bikhri pari hain classon main unhain makri ka dala zaban pe jo aata tha zaiqa safhay paltnay ka ab ungli click karnay se aik jhapki guzarti hay bohat sa teh ba teh khulta chala jata hay kitaboon se jo zaati rabta tha kat gaya hay kabhi seenay par rakh kar lait jatay thay kabhi goudi main laytay thay kabhi guthnoon ko apnay rehal ki sorat bana kar neem sajday main parha kartay thay chotay thay jabeen se Khuda nay chaha to woh sara ilm milta rahay ga baad main bhi magar woh jo kitaabon main mila kartay thay sookhay phool ---------

description

One of the best ever written poem by Javed Akhtar .

Transcript of Kitaben Jhankti Hain Band Almari Ke Sheshon Se

Page 1: Kitaben Jhankti Hain Band Almari Ke Sheshon Se

KITABEN JHANKTI HAIN BAND ALMARI KE SHESHON SE

BOOKSKitaabain jhankti hainband almari k sheeshoon sebhari hasrat se takti hainmaheenon ab mulaqaatain nahi hotijo shamaain un ki suhbaat main katta karti theinab aksar guzar jati haincomputer k pardoon par

bari bay chain rehti hain kitaabaininhain ab neend main chalnay ki aadat hogai haybari hasrat se takti hainjo qadrain jo woh sunatein theink jin k sal kabhi martay nahi thaywoh qadrain ab nazar aati nahi ghar main

jo rishtay woh sunati theinwoh saray udhrhay udhrhay hainkoi safha palat ta hoon to ik siski nikalti hay --------kai lafzoon k mainee gir paray hainbina patoon k sookhay dhund lagtay hain woh sab alfaazjin pe ab koi maani nahi hotaybohat sii istalhain hain jo matti k sokorron ki tarah bikhri pari hainclasson main unhain makri ka dala

zaban pe jo aata tha zaiqa safhay paltnay kaab ungli click karnay se aik jhapki guzarti haybohat sa teh ba teh khulta chala jata haykitaboon se jo zaati rabta thakat gaya hay

kabhi seenay par rakh kar lait jatay thaykabhi goudi main laytay thaykabhi guthnoon ko apnay rehal ki sorat bana karneem sajday main parha kartay thaychotay thay jabeen se

Khuda nay chaha to woh sara ilm milta rahay gabaad main bhimagar woh jo kitaabon main mila kartay thaysookhay phool ---------

kitabain mangnaygirnay uthanay k bahanay rishtaybantay thay un ka kia hoga!!!??/!!!

woh shayad...... ab nahiin hoon gay!!

Kitaabain Jhankti Hain

Page 2: Kitaben Jhankti Hain Band Almari Ke Sheshon Se

  कि�ताबेThey peer from beyondGlasses of locked cupboards,They stare longinglyFor months we do not meetThe evenings once spent in their companyNow pass at the computer screen.They are so restless now, these books-They have taken to walking in their sleepThey stare longingly

The values they stood forWhose batteries never died outThose values are no more found in homesThe relationships they spoke ofHave all come undone todayA sigh escapes as I turn a pageThe meanings of many words have fallen offThey appear like shrivelled, leafless stumpsWhere meaning will grow no moreMany traditions lie scatteredLike the debris of earthen cupsMade obsolete by glass tumblers

Each turn of the pageBrought a new flavour to the tongueNow a click of the fingerFloods the screen with images, layer upon layerThat bond with books that once was, is severed nowWe used to sometimes lie with them on our chestOr hold them in our lapOr balance them on our knees,Bowing our heads as in prayerOf course the world of knowledge still lives on,but what of The pressed flowers and scented missivesHidden between their pages,And the love forged on the pretextOf borrowing, dropping and picking up books togetherWhat of them?That perhaps shall no longer be!

Page 3: Kitaben Jhankti Hain Band Almari Ke Sheshon Se

Change the World By Changing Me

I was a revolutionary when I

was young and all my prayer

to God was 'Lord, give me the 

energy to change the world.'

"As I approached middle age

and realized that half my life

was gone without my changing

a single soul, I changed my

prayer to 'Lord, give me the 

grace to change all those who

come in contact with me.

Just my family and friends and

I shall be satisfied.'

"Now that I am an old man and 

my days are numbered, my one 

prayer is, 'Lord, give me the grace 

to change myself.' If I had prayed 

for this right from the start I should

have not wasted my life."