Kambal

14
Canara MSME Route : Paison Se Badhkar

description

Paison Se Badhkar

Transcript of Kambal

Page 1: Kambal

Canara MSME

Route : Paison Se Badhkar

Page 2: Kambal

TVC opens on Shikhar asking a question: Aapne aaj hi MSME Loan liya.

Iske bare mein aap dono kuch kehna chahenge?

Page 3: Kambal

The camera turns to two brothers sitting on a couch in the Canara Bank Lounge.

Page 4: Kambal

The younger brother begins to speak: Jab meine apne bhai ko baataya ki

naukri chod ke khud ka kuch naya start karna chahta hoon…

Page 5: Kambal

Younger Brother: tabhi, sabse pehle voh mujhe yahan le aaya.

Page 6: Kambal

Shikhar (Teasingly): Aur apne bade bhai ki baat, aap har bar sunte ho?

Page 7: Kambal

Younger Brother smiles and then says: Jab hum bacche the, chote se ghar

mein rehte the. Raat ko doono ek hi kambal le ke chatai pe sote the.

Page 8: Kambal

Younger Brother: Har raat mein thandi se kaapta tha,…

Page 9: Kambal

Younger Brother: aur yeh bin bole, pura kambal mere upar oad dete the.

Tab se mera inn par pura vishvas hain.

Page 10: Kambal

Elder Brother: Accha tab tum jaag rahe the… matlab, aise hi meine apna

pura kambal de diya?

Page 11: Kambal

Both the brothers share a laugh.

Page 12: Kambal

We close on Shikhar sharing in the laugh as he looks at both the brothers.

Page 13: Kambal

MVO: Hum nayi disha mein chalnewalon pe bharosa rakhte hain.

Kyonki paison se badhkar bhi kuch cheez hain.

Page 14: Kambal

We cut back to Shikhar shaking the younger brother’s hand and saying,

“Welcome. Aur apne business ke liye, all the best.”