Bin tere dil ko samjhaoon kaisay

2
Sometimes we let affection, go unspoken, Sometimes we let our love go unexpressed, Sometimes we can't find words to tell our feelings, Especially towards those we love the best. Bin tere dil ko samjhaoon kaisay Aana chahoon tere paas magar aaon kaisay Meri har saans amanat hai teri yadon ki Toot kar iss say ziyada tujhay chaahoon kaisay!!! Mere paas sey jo guzra mera haal tak na pocha.., Main kaise maan jaon key woh dur ja key roya…! Tere pass se jo guzre bekhudi mein the!!!!!! kuch dur ja k sanbhle tujhe yad kar k roye!!!! Hosh walo ko khbar kia. Jagjit ki Kahin door jb din dhal jye. Jagjit ki "Khirki, chand, kitab aur main Mudat se ik baab aur main Shab bhar khailen apas me Do ankhain ik khwab aur main Mouj aur kashti sahil per Dariya me gardaab aur main Sham, udaasi, khamoshi Kuch kanker talaab aur main Har shab pakrey jaty hen Gehri neend, tery khwab aur main" Alfaz Ke Jhote Bandhan Mein. Aghaz Ke Gehre Pardon Mein. Har Shakhs Muhabbat Karta Hai. Halan Ke Muhabbat Kuch Bhi Nahi.

description

 

Transcript of Bin tere dil ko samjhaoon kaisay

Page 1: Bin tere dil ko samjhaoon kaisay

Sometimes we let affection, go unspoken,

Sometimes we let our love go unexpressed,

Sometimes we can't find words to tell our feelings,

Especially towards those we love the best.

Bin tere dil ko samjhaoon kaisayAana chahoon tere paas magar aaon kaisay

Meri har saans amanat hai teri yadon kiToot kar iss say ziyada tujhay chaahoon kaisay!!!

Mere paas sey jo guzra mera haal tak na pocha..,

Main kaise maan jaon key woh dur ja key roya…!

Tere pass se jo guzre bekhudi mein the!!!!!!

kuch dur ja k sanbhle tujhe yad kar k roye!!!!

Hosh walo ko khbar kia. Jagjit kiKahin door jb din dhal jye. Jagjit ki

"Khirki, chand, kitab aur main Mudat se ik baab aur main Shab bhar khailen apas me Do ankhain ik khwab aur main Mouj aur kashti sahil per Dariya me gardaab aur main Sham, udaasi, khamoshi Kuch kanker talaab aur main Har shab pakrey jaty hen Gehri neend, tery khwab aur main"

Alfaz Ke Jhote Bandhan Mein.

Aghaz Ke Gehre Pardon Mein.

Har Shakhs Muhabbat Karta Hai.

Halan Ke Muhabbat Kuch Bhi Nahi.

Sab Jhote Rishte Nate Hain.

Sab Dil Rakhne Ki Baten Hain.

Page 2: Bin tere dil ko samjhaoon kaisay

Kab Koun Kisi Ka Hota Hai.

Sab Asli Roop Chupate Hain.

Aehsas Se Khali Log Yahan.

Lafzon Ke Teer Chalate Hain.

Aek Bar Nazar Mein Aa Ke Woh.

Phir Sari Umar Rulate Hain.

Yeh Ishq-O-Muhabbat Mehr-O-Wafa.

Yeh Sab Kehne Ki Baten Hain.

Har Shaks Khudi Ki Masti Mein.

Bas Apni Khatir Jeeta Hai

YE DIL MEIN KAISI ULJHAN HA MEIN KYA MANGOON KHUDA JAANYMUHABBAT TO GUNAH B HA MUHABBAT TO KHUDA B HAMEIN MR JAON NA IS GHAM MEINNA KEH PAON K CHAHAT HAMERA JEENA IBADAT HA MERA MRNA MUHABBAT HA

muhabbat dukh to dyti ha..... magr ik bat khti ha... k jis ko chaha jata ha... zarori ye nahin hota... k us ko pa liya jaye...... kbhi us k bichrny sy muhabbat km nahin hoti..... zara si dair phly to... ye hi ahsas hota ha... k zinda reh nahin skty..... magar phr rafta rafta.... haqeeqt khulti jati ha.... k muhabbat wo nahin hoti k... jis ko pa liya jaye....................